Google Play Store Me Apps Auto Updating Disable or Stop Kaise Kare

Google Play Store Long Time Crazy ho jata hai Jab hum apne Phone ko pick karte hai or Data Connection on karte hai. Play Store ke crazy hone ka matlab hai ki Vo Automatically hi Humare sabhi apps ko update karne lagta hai. As a Example: Aap kaisa feel karoge jab aapka data without aapki permission ke Hawa me udne lag jaye.

Google Play Store Me Apps Auto Updating Stop Kaise Kare

I know, ye problem jyadatar android users ke sath hoti hai aur iska solution bhi hai. Aaj hum aapko "How to stop apps from updating automatically in Google Play Store" ke baare me guide karenge. Jaise ki guys aapne notice kiya hoga ki jab hum data open karte hai to kuch Play store ke apps automatically hi pending list me add ho jate hai or one by one update hote rehte hai. Like - Chrome Browser, Google Plus and Many More. Ise solve karne ke liye hume Play Store me Auto Updates Stop karne ki jarurat padti hai.

Read Also: Google Play Store me Fake Apps Ka Pata kaise Lagaye

Is Tutorial ko follow karne se aapko thode bahut benefits bhi milte hai, Such as - RAM free device, Save your Internet Data, Increase Internal Storage etc. So, let's begin.

Google Play Store Me Apps Auto Update Stop Kaise Kare



Google Play Store me Auto Apps Updating ko stop karne ke liye niche ke steps ko follow kare.

Step-1: First, Apne Google Play Store ko open kare.

Step-2: Three Vertical Dots (Dashboard) pe click kare, or vahan Setting ke option ko select kare.

Google Play Store Me Apps Auto Updating Stop Kaise Kare

Step-3: Setting ke option me aane ke baad, Aapko first option Auto-Update Apps ko dikhega Uspe click kare.

Step-4: Auto Update apps me aane ke baad aapke samne 3 options honge, Aapko just pehle wala select karna hai "Do Not Auto Update Apps".


Google Play Store Me Apps Auto Updating Stop Kaise Kare

First option ko select karne ke baad aapke device me Apps Auto Updating stop ho jayegi, Means aapki permission ke bina koi bhi app update nahin hoga. Agar aap apne apps ko update karna chahe to Dashboard >> My Apps me jake kar sakte hai.

And I Hope, aapko ye article pasand aaya ho. Agar haan to ise like kare, share kare or hume subscribe bhi jarur kare. Thank You and Love You!
Powered by Blogger.