BitTorrent and uTorrent Me Ads Disable Kaise Kare - Inspire Me Loud
Jaisa ki hum jante hai ki Torrent hume Free movies, Free Games or Free Data Provide karta hai. Lekin, BitTorrent or uTorrent me kafi Irritating Ads hote hai Jo Aapke data ke sath sath Speed ko bhi slow kar deta hai. So, Guys isliye Aaj hum ek guide share kar rahe hai jisse aap In Irritating ads ko Torrent client me Block kar sakte ho.
Hum sabhi Free Movies, Games or data ko pasand karte hai, jo hume Torrent provide karta hai. Jaisa ki Bit Torrent ek pro version hai jisme Irritating Ads show hote hai. but, bahut kam users ko pata hota hai ki hum Preference settings se in Ads ko disable bhi kar sakte hai. Me aapko ise block karne ka ek reason tata hu ki ye aapke liye useful kaise hai.
Must Read: Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye
Read Also: Chrome Browser Me Popups Block Kaise Kare
Jaisa ki hum jante hai Advertisement humara bahut sa Data waste kar deti hai, sath hi isse Browser ki speed bhi slow ho jati hai. Agar aap apni Torrent Files ko maximum speed me download karna chahte hai to Aapko in Ads ko disable karne ki jarurat padegi. Ye directly aapki downloading speed ko badata hai.
Step-1: Sabse pehle apni uTorrent or BitTorrent Application me jaye, then preference setting me jaye or Advanced par click kare.
Step-2: Ab aapko ise find karna hai "gui.show_plus_upsell" or False par Mark karna hai.
Step-3: Next, Aapko is option ko find karna hai "offers.sponsored_torrent_offer_enabled" or False par Mark karna hai.
Step-4: Ab, aapko is option ko find karna hai "bt.enable_pulse" or False par mark karna hai.
Step-5: Now, is option ko find kare "gui.show_notorrents_node" or False par Mark kare.
Step-6: Last me, is option ko find kare "offers.content_offer_autoexec" or False par mark kare.
Congratulations! Ab aapke Torrent client me Faltu ke Ads show nahin honge.
So, guys is method ka use karke aap BitTorrent or uTorrent se Ads block kar sakte ho. Ads disable karke aap Torrent files ko maximum speed se download bhi kar sakte ho. and i Hope, ki aapko ye method pasand aaya ho, ise Like kare or Share kare. Thank you for reading!

How To Disable Ads In uTorrent and BitTorrent