WhatsApp Me Blank Message Send Kaise Kare - Inspire Me Loud
How to Send Blank Message in Whatsapp: Aapne dekha hoga facebook par kuch log blank comments share karte hai. or hum shocked ho jate us blank comment ko dekh kar. Ye kafi rare hota hai aisy tricks bahut hi kam logo ko pata hoti hai. Jaise Facebook par blank Comment share karte hai vaise hi hum whatsapp par blank message bhi send kar sakte hai.
Yes, aaj aap yahi read karne wale hai jisse aap apne friends ke sath ek prank kar sakte ho blank message send karke. Android phone me aisa karna impossible nahin hai, Android ke liye aisy bahut si tips and trick hoti hai jiska use hum whatsapp me kar sakte hai.
Whatsapp me blank message send karna pehle possible nahi tha, but ab app aisa kar sakte hai. Inspire Me Loud ek aisy trick laya hai jisse aap whatsapp me blank message send karke apne friends ka WOW! reaction dekh sakte ho.
Read Also: Whatsapp Blue Ticks or Read Receipts Disable or Hide kaise Kare
Whatsapp me blank message send karne ka reason yahi hota hai ki hum apne friend ke sath ek prank kar rahe hote hai taki vo confuse ho jaye ki ye message send kis BC ne kiya hai. Agar aap bhi whatsapp me blank message send karna chahte ho to aaj ki trick specially aapke liye hi hai.
WhatsApp Messenger Me Blank Message Send Kaise Kare
whatsapp me blank message send karne ke liye aapko niche ke bataye method ko follow karne ki jarurat padegi. jisme humne step by step guide kiya hai. Whatsapp me blank message send karne ke kai saare tarike hote hai, but hum baat kar rahe hai ek simple method ki. Jisme hum ek Android app "Empty" ka use karne wale hai. Follow the instructions.
Empty Kya Hai?
Empty ek android app hai jo aapko whatsapp me blank message send karna allow karti hai. Empty ka use karke aap badi aasani se whatsapp me blank message send kar sakte ho. Aapko keval send button par click karna hai or us contact ko select karna hai jise aap blank message send karna chahte ho. chaliye jante hai is app ka use kaise kiya jata hai.
Send Blank Message in Whatsapp:

- Download Empty Android App.
- Open the App.
- Click on the "Send" Button.
- Choose the Contact to whom you want to send the blank message.
- That's it! you are done.
Empty Ka Use Kaise Kare - Step by Step Complete Guide
Step-1: First of all, Empty app ko google play store se download kare.
Step-2: Installed karne ke baad, app ko open kare or aapko screen par ek send button dikhega uspe click kare.
Step-3: Well, best part to yahi ki aapko koi hardwork karne ki jarurat nahi padti. aapko sirf us contact ko choose karna hai jise aap blank message send karna chahte ho.
Step-4: That's it! the work is complete.
So, guys aapne easily apne friend ko blank message send kar diya. Ye ek best or easy method tha apne friends ke sath ek prank karne ka, I hope aapko "Whatsapp me blank mesaage send kaise kare" ki guide pasand aayi ho. Ise apne friends ke sath share jarur kare.