Google Voice or Audio Activity Ko Manage Kaise Kare
Har koi janta hai ki Google Humare search kiye gaye Records ko Carry karta hai taki vo Diffrent types ke Ads ko sell kar sake. Lekin, kya aapko koi idea hai ki Google aapke Voice searches ka bhi Record rakhta hai? Few years pehele, Google ne ek new portal create kiya tha jahan Aap manage kar sakte ho - Google Accounts se Related Activites, Privacy Settings, Aap kya search kar rahe ho, Google has logged your location.
Kafi users ka ek question tha ki vo Ise manage or delete kar sakte hai ya nahin? Agar aap humara ye Article read kar rahe ho to Definetly aap Voice searches ko Delete kar sakte ho, or ise Future ke liye secure bhi kar sakte ho.
See Also: Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye
See Also: Google Play Store Me Fake Apps ka Pata Kaise Lagaye
Sabse pehle yahan par click karke Audio Activity Page par jaye.
https://history.google.com/history/audio Aap Apne desktop or Smartphone kisi me bhi is link ko open kar sakte ho. but, us Device me Aapka Gmail Account sign in hona chahiye. My Activity page me Aapko Three dots ke upar click karna hai or "Voice and Audio Activity" ko Select karna hai.
Step-1: Three Dot Menu par click kare.
Step-2: Delete Option ko Select kare.
Step-3: Now, Advanced par click kare.
Step-4: Select All Time ko select kare.
Step-5: Then, Delete Par click kare.
Step-1: Audio Control page par visit kare, yahan click karke.
https://myaccount.google.com/activitycontrols/audio
Step-2: Switch ko Off position par slide karde. Agar aap iske baare me or bhi jankari lena chaho to show All Activity Controls me other settings ko check kar sakte hai.
I Hope guys, Aapko humara ye Tutorial pasand aaya hoga, agar haan to ise Social media par share jarur kare! sath hi bane rahiye IML ke sath.

Google Voice Search Ko Saving Hone Se Stop Kaise Kare