Google Chrome Browser Me Popups Ko Block Kaise Kare
Jab hum apne device me Internet use kar rahe hote hai or ek Wild Pop-Up aapke samne aa jata hai to aapki feelings kya hoti hai? "I Know, BC ye kya hai!" Right na!. Aisa mere sath pehle hua hai. is Pop Up ki wajah se hum jo work kar rahe hote hai usme bhi mistake ho jati hai. Aapne noticed kiya hoga jab Aisa koi pop up browser me open hota hai to Browser itna slow work karta hai ki use koi Turtle bhi Race me loser bana de.
Aisa keval Desktop me hi nahin Smartphones me bhi hota hai. jab hum kuch interesting read kar rahe hote hai, Online games play kar rahe hote hai ya koi File download karte hai to Popups ka open hona User experience ke liye bad reputation bnana hota hai. To hum aisa kya kar sakte hai jab koi Pop up humare Computer or Smartphones me Show hota hai?
Must Read: Google Chrome Ki Speed Kaise Badhaye - Top 6 Killer Tips
See Also: Google Play Store Me Fake Apps ka Pata kaise Lagaye
Directly baat ki jaye to kya hum in Pop Ups ko Disable, Stop ya Block kar sakte hai? Mostly browser me kuch settings karne ke baad Pop-Ups ko block kiya ja sakta hai. Like - hum kisi website par koi information ko read karte hai, tab koi Pop-Up Advertisement ya koi Notification screen par display hoti hai to vo humare Reading me obstacles (अड़चने) paida karti hai.
Aaj ke is Tutorial me hum in Pop-ups ko Block kaise karte hai ke baare me janenge. aap smartphone ya computer kisi me bhi ise disable kar sakte ho. So, lets Begin.
Chrome browser world me sabse jyada use kiya jane wala browser hai. me yahan pe aapko Desktop or smartphone dono me pop ups ko disable karne ki Guide bata raha hu. Follow the Simple Steps.
Step-1: Chrome Browser ke settings me jaye or vahan Advanced par click kare.
Step-2: Privacy and Security me bahut se options ki list hogi vahan aapko "Content setting" ke option par click karna hai.
Step-3: Next Step me aapko "Popup" ke option ko select karna hai.
Step-4: Vahan par vo Allowed par select hoga, aapko is slide ko left me karke blocked karna hai.
So Simpe na, aap in four steps ko follow karke computer chrome browser me Popups ko block kar sakte ho. Agar aap Android user ho to niche ke steps ko follow kare.
Agar aap apne smartphone me show ho rahe pop ups ko block karna chahte hai to in steps ko follow kare.
Step-1: Right side me "Three Verticle Dot Menu" par click kare.
Step-2: ab vahan "Setting" par click kare.
Step-3: Setting me aane ke baad aapko "Site Setting" ke option ko select karna hai.
Step-4: Site setting me "Pop-Ups" ke option par click kare.
Step-5: Vahan par Allowed hoga, aapko use left side me slide karke Blocked karna hai.
So, guys ye thi Chrome browser me popups ko block karne ki guide, I hope aapko pasand aayi hogi. Agar aapka koi daubt ya joi question hai to Aap mujhse pooch sakte hai.
Sath hi is post ko Facebook, Twitter or Google Plus par share bhi jarur kare.

Google Chrome Browser Me Pop Ups Ko Block Kaise Kare
Chrome browser world me sabse jyada use kiya jane wala browser hai. me yahan pe aapko Desktop or smartphone dono me pop ups ko disable karne ki Guide bata raha hu. Follow the Simple Steps.
How To Block Pop Ups in Google Chrome Browser For Computer
Step-2: Privacy and Security me bahut se options ki list hogi vahan aapko "Content setting" ke option par click karna hai.
Step-3: Next Step me aapko "Popup" ke option ko select karna hai.
Step-4: Vahan par vo Allowed par select hoga, aapko is slide ko left me karke blocked karna hai.
So Simpe na, aap in four steps ko follow karke computer chrome browser me Popups ko block kar sakte ho. Agar aap Android user ho to niche ke steps ko follow kare.
How To Block Pop Ups in Google Chrome Browser For Android