Android or iPhone Me Truecaller Flash Messaging Ka Use Kaise Kare


Truecaller ne Flash Messaging Jaisy IOS users ke liye ek new feature ko launch kiya hai. ye feautre Android users ke liye pehle se hi available thi. But, now iska use iPhone user bhi kar sakte hai. is feature ko Truecaller 8 se start kiya gya tha. Flash Messaging ka use karke ek user ksi dusre user ko Fast Mesaage send kar sakta hai.

Android or iPhone Me Truecaller Flash Messaging Ka Use Kaise Kare

Is Feature ka Istemal karke aap Full message type karne ki problem ko Avoid kar sakte hai. kyonki mesaage send karte time hume Full msaage type karna padta hai, jisse humara kafi Time waste bhi hota hai. Aapko keval "thunderbolt" ke symbol par Tab karna hoga, or aap kisi Dusre Truecaller user ko Name or Mesaage send kar sakte hai "I am on my way" yahan tak ki aap Location bhi share kar sakte hai.

Turecaller Flash Messaging Ka Use kaise Kare ya Send Kaise Kare?

Android or iPhone Me Truecaller Flash Messaging Ka Use Kaise Kare


Flash Mesaaging ko send karne ke liye Aap ko contact tab me jaana hoga or ek contact select karke uske samne "ThunderBolt" icon par click karna hai. Is Feature ko enable karne ke liye aapko "Availability" Feature ko Enable karne ki jarurat padegi.

iPhone: Open App > More > Settings > Availability
Android: Open App > Menu > Settings > General
Agar aapnke device me Truecaller App installed nahin hai to Aapko Google play store or App store se download kar lena chahiye, ye App bilkul Free hai. Truecaller 8 App me or bhio Dusre Features Include kiye gaye hai Like - SMS messaging, new themes or New Design. I Hope aapko humara Flash Mesaaging Article pasand aaya hoga, Ise Facebook or Twitter par share karna na bhule.

Powered by Blogger.