Android Phone Me Free Internet Kaise Chalaye - Top 5 Android Apps

Hey Guys, This is Sagar Chauhan. Once Again welcome of my All sweet visitors. Dosto Aapne kabhi noticed kiya hoga ki me apne visitors ko makkhan bahut lagata hu. Hehe, vaise ye to bs Thodi interested baatein thi. I think, aisa karne se Aapka is Post ko lekar interest bad jaye.

Read Also: Android Root kya Hai Complete Information In Hindi

Kyonki Aaj Hum baat kar rahe hai "Free Internet" ki. Are yaar aisa konsa banda hoga jo Free internet ka maza na lena chahta ho. Becoz hum humesha Apni pocket money ke L thodi na lagayenge. Savings naam ki bhi koi chiz hoti hai. Vaise Fun ki baat bahut kar Li. Ab zara Topic pe Focus kiya jaye.

Free Internet Kaise Chalaye

Dosto me Yahan Aise 5 Apps ki list laya hu. jiska use karke Aap Free internet Enjoy kar sakte hai. Guys Inspire Me loud humesha kuch Aise various apps or software ki taalash karta hai jo Aapke liye useful ho. So, IML ke Regular Visitor bane or Mailing Member banna na bhule.

Read Also: Android Phone Ko Root kaise kare Step By Step Full Guide In hindi

Dosto mene niche 5 Apps ki list or Unko use karne ka Tarika bhi btaya hai. Me aapko Ek jaruri baat bhi btana chahunga ki In Apps ko use karne ke liye aapko 1 bhi paisa waste or invest karne ki jarurat nahi padegi.

Android Phone Me Free Internet Use Kaise kare - Best 5 Apps For Use Free Internet On Your Device


Yahan bataye aapko Sabhi applications Google Play Store pr mil jayenge. ya phir aap Yahan se bhi unhe download kar sakte hai.

1. Gigato

Gigato ek bahut hi Badiya or popular App hai. Jiske Through hum Free internet ko enjoy karti hai. Gigato free internet ke sath sath Data Saving ki service bhi provide karti hai. Jab bhi humara koi Data apps Cache ya Ads Ko Load karne me waste ho jata hai To Use Recover karne me Gigato help karta hai. Gigato Hume Free internet Ki service deta hai jiska Use karne se Hum Unlimited Browsing ka Maza le sakte hai.

Free Internet Kaise Chalaye


Gigato App Se Free Internet Kaise Chalaye.

Step-1: Sabse Pehle to Gigato APK ko Google Play Store se Download kar lijiye.

Step-2: APK ke open hone ke baad Aapko ek list nazar aayegi. Jahan kuch Installed aap ki list hogi.

Step-3: Gigato Aapko Supported apps ki list show karega. Jise aapko apne device me install karna hoga.

Step-4: Us Sabhi apps ko install karne se Aapko Unlimited Free internet Ki Service milne lagegi.

2. Hike Messenger

Guys aap jante ho hike Messenger ek popular chatting App hai. Jise Kavin Bharti Mittal ne Found Kiya tha. Guys hike Se bhi Hum Free internet Ki service le sakte hai. iska ye Advantage hai ki Hike hume Per Refferal ke Rs.20 provide karta hai. hum iske is offer ka use karke Free internet pa sakte hai. So, apne Sabhi contacts ko Hike ka invitation send karna Start kar do.

Free Internet Kaise Chalaye

Hike Messenger Se Free Internet Kaise Chalaye

Step-1: Sabse pehle Hike Messenger ko Apne Phone me install karle.

Step-2: Sign up karne pr Ye automatic hi fetch kar lega. Or aapko 20Mb Bonus me de dega.

Step-3: Ab Aapko Apne kisi Friend ko Hike pe Invite karna hai. Jaise hi Vo Hike Messenger ko Apne Phone me install karega. Invite karne ke liye aap Facebook, Twitter or WhatsApp par share kar sakte hai.

Step-4: Jaise hi Vo app ko install karega to vahan Refferal code enter karne ko kaha jayega. Aapko apna Code send karna hoga. Or Jaise Hi Aapka Friend code ko enter karega To aapko Bonus Mil jayega.

3. Data Back

Data back ek aisa app hai jo aapko Diffrent Types ke gift provide karta hai jab hum free internet browse karte hai to uska cache or ads show hone me humara kuch Data Waste ho jata hai. DATABACK us MB ko Waste hone nahi deta jisse hum Uska Dubara Use Karr sakte hai. Data back ko install karne pe Ye apko 3G/4G pack ki service bhi provide karta hai.

Free Internet Kaise Chalaye

Data Back se Free Internet Kaise Paye

Step-1: Sabse pehele data back Ko Google play store se Download kar le.

Step-2: Ab aapse kuch information mangi jayegi Aapko yaha fill karna hai,

  • ENTER YOUR NAME, 
  • EMAIL.ID,
  • CONTACT NO. 
  • or REFREAL CODE 
Agar aapke paas Promo code nahi hai too aap usse khali chod de or phir aaply kare.

Step-3: Ab Aapko No. Verify ke liye kaha jayega, apna no. Verify karr le.

Step-4: Invite ke option pe click karke ab apne friend ko invite kare jisse vo ye app ko phone me install kar le.

Step-5: Jab aapka Friend is app ko succesfully install kar lega. Too aapko bonus diya jayega aapke friend ke number se aap Few MB DATA earn kar sakoge or jab 120 MB Data Earn kar loge to tab aap apna phone recharge kar paoge.

4. KickBit

kickbit ek aisa app hai jo Apne users ko Free internet Service Provide karta hai kickbit market me new aaya hai or ye bahut jald hi popular hota jaa raha hai. kyuki ye apne har Android users ko Free 3G data provide karta hai.

Free Internet Kaise Chalaye

KickBit se Free internet Kaise Chalaye

Step-1: Download kickbit app From Play Store ( App ka new version hi download karna ).

Step-2: Enter your details And verify your details Apne no. Ko verify karne ke OTP ( One Time Password ) Enter kare jo aapke message me aaya hoga.

Step-3: Jab aap App ko install kar lenge, too aapko turant 10-50 MB data diya jayega Jo Aapka Sign Up Bonus Hoga.

Step-4: Ab aap Start kariye Invite karna Apne friends ko, meassage me, social platform me jisse kai saare log iss apk ko install kare.

Step-5: Jab bhi aapka koi bhi friend is apk ko install karega or Jab Vo 100 MB earn kar lega To aapko bhi uska bonus diya jayega 10MB Jo Golden Opportunity ke duara diya jayega Bina koi kaam kare.

5. Task Bucks

Taskbucks Apne users ko Dono Chize provide karta hai Agar aap Talktime Recharge karna chahte hai too aap kar sakte ho ya Data Recharge Karna Chahte hai too vo bhi kar sakte hai. TaskBucks bahut hi popular App hai Or iske million users iski Free Internet ka Maza utha rahe hai. Agar aap bhi aisa karna chahta hai to In steps ko follow kare.

Free Internet Kaise Chalaye

TaskBucks Se Free Internet Use Kaise Kare

Step-1: Iss app ko google play store se download kare le.

Step-2: App Ko Open karne ke baad apna referral code enter kare sign up hone ke baad aapko Few MB sign up bonus diya jayega.

Step-3: Ab apne friend ko refer kare jisse aapki earning hogi sharing karne ke liye aap Facebook, Whatsapp or bhi bahut se Social Networks ka istemal kar sakte hai. Jisse Aapki Huge Earning ho sakti hai.

Guys Maine Aapko Apps Ki list ke sath sath unka use kaise karna hai ke baare me step by steps btaya. Agar abhi bhi aapka koi sawal hai ya koi Daubt to aap comment box ka use kar sakte hai.

Sath hi aapko humara ye Article pasand aaya hai to Ise social sites par share karke Aap apne friend ko bhi iske baare me jankari de sakte hai.

Powered by Blogger.