Google Play Store Me Fake Apps Ka Pata Kaise Lagaye
Bahut se log jab google play store pe Kisi apps or games ko download karne jate hai to Confuse ho jate 2 Apps ko similar name se dekhkar. jisse user ko samjhne me daubt hota hai ki konsa App original hai or konsa Fake. Agar hum kisi fake app ko download kar lete hai to vo humara Time waste kar deta hai or sath hi Internet data bhi. or ye ek tarah se risky bhi hota hai ki kahi us app ka koi Effect humare Smartphone par na ho jaye.
Google Play store par Billions apps available hote hai, jisse kisi user ko Original or fake Apps ko identify karne me problem hoti hai. Bahut se user App kar original version tak find nahin kar pate. Jiska matalb ye hua ki hum kisi bhi Fake App ko download kar sakte hai or uska use bhi kar sakte hai.
Must Read: Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye
Fake Apps ko download karne se humare smartphone ko serious security ki jarurat to nahin padti. lekin, un fake apps ke jariye humare Device me Viruses or Malware ki problem hone lagti hai.
Mostly scammers Fake Apps ko isliye develop karte hai taki vo kisi user ka Personal data, Important numbers, Documents, Bank card Details, Pictures or bhi Important Information jo aapke device me stored hoti hai unko Hack kar sake. Aisa karne ke liye hi Scammers in Fake Apps ka nirmaan karte hai.
Niche ke bataye Four points ko carefully read kare, inki madad se aap kisi bhi App ko 2 seconds me hi pehchan loge ki vo Fake hai ya Original.
Kisi bhi App ko download karne se pehle careful rahe ki us App ko publish karne wala kon hai. I mean, Publisher details jarur check kare.
Aapko ye pata karna hoga ki us app ko publish karne wala Publisher koi scammer ya koi hacker to nahin hai. Because isse kai users similar name dekh ke confuse ho jate hai or vo wrong app ko download kar lete hai. So, Download karne se pehle Publisher ko check jarur kare.
kisi app ko pata karne ke liye ki vo fake hai ya real. to aapko app reviews check kar lene chahiye. Agar us app ko download karne ka koi negative effect padta hai to Customers ne Review to kiya hoga ki ye App Rating Bad hai ya Good.
Agar vo app fake hai to customer rating jyada best nahin hogi, or agar uska koi negative effect padta hai to users ne comments me apni feeling bhi jarur share kari hogi. So, Comments or Reviews ko check karne ke baad hi App ko download kare.
Jyadatar fake apps ko publish karne ki date Recent hi hoti hai. Kyonki fake Apps ko original app ke baad hi publish kiya jata hai.
Aapne dekha hoga jo original apps hote hai vo time pe up to date rehte hai. or un apps ke new version bhi hume jald hi milte rehte hai. To Guys kisi bhi app ko download karne se pehle app ki publish date check kar lijiyega.
Ek fake app me kahi na kahi koi mistake jarur hoti hai chahe vo App Name me ho, Decription me ho ya Title me. Ek scammer in points par kam dhyan deta hai jisse vo app ki sabhi information correct fill nahin karta.
Ek original app me sabhi tarah ki information ko write kiya jata hai uske feature se lekar Additional information tak. dekha jaye to original app me aapko koi Error ya mistake nahin milegi. then, App ki spellings or other information ko carefully read karke hi Download kare.
I Hope guys ke aap sabhi Fake apps ko Aasani se pehchan loge. Agar aapko koi or tips pata hai jisse fake apps ko pehchana ja sake to humare sath share karna na bhule.
Agar aapko koi daubt hota hai ya koi question poochna cahte ho to mujhe Facebook Account par contact kar sakte ho. Sath hi is post ko social media par share karna na bhule.
Google Play store par Billions apps available hote hai, jisse kisi user ko Original or fake Apps ko identify karne me problem hoti hai. Bahut se user App kar original version tak find nahin kar pate. Jiska matalb ye hua ki hum kisi bhi Fake App ko download kar sakte hai or uska use bhi kar sakte hai.
Must Read: Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye
Fake Apps ko download karne se humare smartphone ko serious security ki jarurat to nahin padti. lekin, un fake apps ke jariye humare Device me Viruses or Malware ki problem hone lagti hai.
Mostly scammers Fake Apps ko isliye develop karte hai taki vo kisi user ka Personal data, Important numbers, Documents, Bank card Details, Pictures or bhi Important Information jo aapke device me stored hoti hai unko Hack kar sake. Aisa karne ke liye hi Scammers in Fake Apps ka nirmaan karte hai.
Google Play Store Pe Fake Apps Ka Pata Kaise Lagaye - Awesome 4 Tips To Identify Fake Apps in Google Play Store
1. Check For Publisher
Kisi bhi App ko download karne se pehle careful rahe ki us App ko publish karne wala kon hai. I mean, Publisher details jarur check kare.
Aapko ye pata karna hoga ki us app ko publish karne wala Publisher koi scammer ya koi hacker to nahin hai. Because isse kai users similar name dekh ke confuse ho jate hai or vo wrong app ko download kar lete hai. So, Download karne se pehle Publisher ko check jarur kare.
2. Check The Customer Reviews
kisi app ko pata karne ke liye ki vo fake hai ya real. to aapko app reviews check kar lene chahiye. Agar us app ko download karne ka koi negative effect padta hai to Customers ne Review to kiya hoga ki ye App Rating Bad hai ya Good.
Agar vo app fake hai to customer rating jyada best nahin hogi, or agar uska koi negative effect padta hai to users ne comments me apni feeling bhi jarur share kari hogi. So, Comments or Reviews ko check karne ke baad hi App ko download kare.
3. App Publish date
Jyadatar fake apps ko publish karne ki date Recent hi hoti hai. Kyonki fake Apps ko original app ke baad hi publish kiya jata hai.
Aapne dekha hoga jo original apps hote hai vo time pe up to date rehte hai. or un apps ke new version bhi hume jald hi milte rehte hai. To Guys kisi bhi app ko download karne se pehle app ki publish date check kar lijiyega.
4. Check Spelling Errors
Ek fake app me kahi na kahi koi mistake jarur hoti hai chahe vo App Name me ho, Decription me ho ya Title me. Ek scammer in points par kam dhyan deta hai jisse vo app ki sabhi information correct fill nahin karta.
Ek original app me sabhi tarah ki information ko write kiya jata hai uske feature se lekar Additional information tak. dekha jaye to original app me aapko koi Error ya mistake nahin milegi. then, App ki spellings or other information ko carefully read karke hi Download kare.
Conclusion