WhatsApp Blue Ticks and Read Receipts Disable or Hide Kaise Kare
How to Disable WhatsApp Blue Ticks and Read Receipts.
WhatsApp world ka Most popular Messenger or Mobile Phone ke liye Best Messaging App hai Jiska Use Free Messages, Images, Audio or Videos ko share karne ke liye kiya jata hai. Android phone me iska use Baki Apps se jyada kiya jata hai. Pichle 2 Years se Whatsapp World famous Messaging App ban Chuka hai.
Recently, Whatsapp developers ne ek feature Include kiya tha jise "Check mark" or "Seen Ticks" Kehte hai. Ye tab show hota hai jab aap kisi contact ko message send karte ho. Kafi users ise show karna pasand nahi karte, or vo Whatsapp Last Seen Blue Ticks Hide karna chahte hai.
Aise hi Facebook me Bhi Last Seen Show kiya jata hai, jo aapke liye Serious issues create kar sakti hai. hum iske baare me Pehle hi Ek Article Drop kar chuke hai "Facebook Chat Me Last Seen Hide Kaise Kare".
WhatsApp Last Seen Blue Ticks Hide Kaise Kare Step by Step Process
Agar Aap is Feature se satisfied nahin hai to don't worry aap "Blue Ticks" or check marks ko Remove or Hide kar sakte ho. is Feature ko Remove karne se log yeh nahin Jan payenge ki Aapne unka message Read kiya hai ya nahin. kuch logo ko iski jankari pehle se hi hoti hai, Agar aapko nahin pata to don't worry aaj ka Guide specially aapke liye hi hai. "Read Receipts" ko Remove karne ke liye in steps ko follow kare.
Step-1: Sabse pehle to Whatsapp ka latest version download karle, Android users Ise Google Play Store se Download kar sakte hai.
Step-2: App Ko succesfully install karne ke baad Apna Whatsapp Account setup karle.
Step-3: Three Dots Par click kare, Vahan Settings ko Open kare or Account ke option ko select kare.
Step-4: Account me Aane ke Baad Aapko "Privacy" ka option dikh raha hoga, Uspe click kare.
Step-5: Thoda Niche scroll karne par Aapko "Read Receipts" ka option dikhega, Vahan par tick ho rakha hoga aapko use Uncheck karna hai.
In Conclusion, I Hope aapne Aasani se Read Receipts ko Remove kar liya hoga. Agar aapko koi bhi problem lage to Free Feel karke Mujhse contact jarur kariyega. Also, Is Article ko Social sites par share karna na bhule!

WhatsApp Last Seen: Read Receipt or Blue Ticks Feature
Step-1: Sabse pehle to Whatsapp ka latest version download karle, Android users Ise Google Play Store se Download kar sakte hai.
Step-2: App Ko succesfully install karne ke baad Apna Whatsapp Account setup karle.
Step-3: Three Dots Par click kare, Vahan Settings ko Open kare or Account ke option ko select kare.
Step-4: Account me Aane ke Baad Aapko "Privacy" ka option dikh raha hoga, Uspe click kare.
Step-5: Thoda Niche scroll karne par Aapko "Read Receipts" ka option dikhega, Vahan par tick ho rakha hoga aapko use Uncheck karna hai.
Note: Agar aapne WhatsApp ka latest version download kiya hua hai To Aap upar ke Steps ko follow kar sakte hai, Or Agar aapko Privacy me Read Receipt ka option nahin milta hai to Aapko Whatsapp Update karne ki jarurat padegi.