Android Phone or Tablets Ke Liye 5 Best Free Antivirus
Top 5 Android Security and Antivirus Apps : Do They Protect You?
Android Industry me Humesha kuch Changes or Growing Hote Rehte hai. jis karan Android Users Ke Dimaag me Thoda Darr bhi bana rehta hai ki Kahi Unke Device me Virus Na Aa jaye ya Device Hack na Ho jaye.
Aaj me aapke Liye Top 5 Best Antivirus Apps ki List Laya hu Jisse Aap Check kar sakte hai ki aapka Smartphone Safe hai ya nahin?
Security ko lekar Ek Android User ka Pehle Kadam yahin hota hai ki unki Personal Files Safe Rahe. bahut si Mobile Companies Jaise - Samsung, HTC, Google Nexus, Micromax or bhi bahut se Devices. Jinki Popularity Google Play Store ki Wajah se hai. Play Store pr Hume Billions Apps or Games ki List mil jayegi Jinko Hum Install or Uninstall karte rehte hai. Iske sath Sath Hume ye bhi Darr laga rehta hai ki Kahi Device pe Malware ka Attack na Ho jaye jiska Effect humare Data par pade.
So, Is wajah se Hume Ek Level Up hone ki jarurat padti hai. I mean, hume Security ke baare me pehle sochna chahiye. Yahan par Kuch best Antiviruses ki list Di gayi hai jo Aapke Device ko Protect Karenge Sath hi Fully secure bhi bnayenge. To ab Hum Baat karte hai Best Antivirus Apps ki Jo Aapke Device ko Virus or Malware se Protect kar sakte hai.
1. Avast Antivirus
Avast ek Bahut hi Popular Antivirus Application hai, Avast Security PC or Smartphone ke liye ek Badiya Tool hai. Isliye Avast High Rated Application Hai PC or Smartphone me install karne ke liye. Avast Software ke 100 Millions Download Complete ho chuke Jise Dekh kar Hum samjh sakte hai ki Is par Millions User Trust karte hai.
Ye Har Type ke Devices ke liye Better Security Provide karta hai. Ye Android phone ke liye Best Security Tool hai Jahan aapko BackUp Tool ki Service bhi Milti hai. Avast Mobile Security me Aapko Anti-thief system, network monitoring, call and sms filtering Jaisy Service milegi. Avast Free or Premium Dono hi Version me Available hai.
2. Bitdefender Mobile Security
Bitdefender Bahut hi Famous Or Downloadable Security App hai PC, Mobile or Tablets Ke Liye. Ye ek Biggest Competitor hai Sabhi Antivirus Software Companies ke liye. Bitdefender Mobile Security Hume malware scanner, Privacy Adviser, Web security, Antithief feature and Event viewer Jaisy Service Provide karta hai.
Bitdefender Sabhi Download kiye gaye Mobile Apps ko Automatically Scan kar leta hai. is Feautres ki Wajah se Bitdefender Top Rated Antivirus Ban Chuka hai. Bitdefender Ek Free Software hai Jiska Use aap apne Device me bhi kar sakte hai.
3. Kaspersky Antivirus
Kaspersky Antivirus Ek Real Time Antivirus hai. ek Application bhi Bahut Hi Famous Or Downloadable Aap hai. PC, Smartphone or Tablets Ke Liye More Trusted Software bhi. iski popularity Iski Solid Protection se hai.
Kaspersky Antivirus Apne Database Frequent ko Update karta Rehta hai, Jiski wajah se Hume Better Protection Milti hai. Kaspersky Antivirus ke Android App me hume kuch aisy Services Milti hai - provide Virus Scanner, anti-thief feature, Alarm function jiski madad se Hum Phone ki Current Location ka Bhi pata kar sakte hai.
4. Norton Mobile Security
Norton Ek Famous Or Trusted Antivirus Company hai. PC or Android device ke Liye Norton Ek Best Antivirus hai. Lekin, Users Ko ek Problem ka Samna karna padta hai kyonki Is App ka Size Heavy hai Jisse Ye Jyada RAM ko Cover kar leta hai or Device me Hanging Problem Hone lagti hai.
Lekin, Ek ache Feautres wale Smartphone (Hand Set) ke liye Ye Best Antivirus Application hain. Norton Provide karta hai best protection with Anti-malware, Anti-thief feature, Backup facility, Web Security, call and sms protection jo Humare Device ko Fully Protect karta hai. Norton Free or Paid Dono Hi Versions me Available hai.
5. AVG Antivirus
AVG bahut hi popular or Biggest PC, Mobile Security Software hai. Me AVG ka Last 4 years se user hu or mujhe iski services kafi Impressive lagi but me iske Smartphone Service ke baare me sure nahin hu. Lekin, AVG ek Best Antivirus hai jo Best Services or features provide karta hai. I Hope, Ki iske Protection pr Feautres aapko pasand aayenge.
AVG Antivirus hume Anti-thief, Web protection, Device performance guide Jaisy Service Provide karta hai. In that case, Agar Aapka Phone Kahi Lost ho jaye To aap apne Device ki Location Google maps se pata kar sakte ho. Itna hi nahin aap apne phone ko Removetly Manage kar sakte ho or apna Saara Data Delete bhi kar sakte ho. AVG hume SMS Scanning ki Service bhi provide karta hai. AVG ek Free Software hai.
So, ye thi 5 Best Free antivirus ki list. I Hope, ke aapko pasand aayi hogi. ab aap in sabhi apps ka use karke apne phone ko free kar sakte hai.
sath hi is post ko social media par share kare taki aapke friends bhi Free Antivirus se apna phone safe rakh sake. Thank You!

List Of Best Antivirus For Android In Hindi