YouTube's Hidden Dark Mode Feature Activate or Enable Kaise Kare
How To Activate YouTube Hidden Dark Mode Feature In Hindi.
Hum kai baar YouTube videos ko Late night Tak Dekhte hai. But, Kya Kabhi aapne Apni Eyes ke baare me socha, Nahin na? I know. Aapko samjhna padega ki Late night Mobile or Desktop screen ke samne baithne se Aapki Eyes par negative effects padte hai.
Is Issue se bachne ke liye YouTube ne ek feature Include kiya tha jise "Dark Mode" Kehte hai. Iski madad se Aap bina kisi pareshani ke videos dekh sakte hai jisse aapki eyes par bhi koi effect nahin padega.
Dark Mode kisi bhi Platform or Page par lights ko down kar deta hai Jise Night Mode Bhi Keh sakte hai. Hume aisa experience milta hai ki Hum Night me videos watch kar rahe hai. Lets go or jante hai ki Dark Mode feature ko Enable or Avtivate kaise Karte hai.
How To Activate YouTube Hidden Dark Mode Feature
Step-1: Apne device me chrome browser ko open kare, Agar aap window PC use kar rahe hai to "ctrl + shift + i" or agar aap Mac use kar rahe hai to "option + cmd + i" press kare.
Step-2: Console tab ko select kare or vahan is Code ko Paste karde.
document.cookie="VISITOR_INFO1_LIVE=fPQ4jCL6EiE".
Step-3: Paste Karne ke Baad Enter button ko press kare.
Step-4: Now, developer tool ke tab lo close karde, or Page ko Refresh karde. or Right corner me Avator par click kare uske baad Enable Dark Mode option ko select kare.
I Hope guys ke Ab aap bina kisi problem ke Youtube videos ko Late night tak watch kar sakte ho. Agar Post pasand aaye to ise apne friends ke sah share karna na bhule. Thank You and Visit Again for more informative Articles.